Tum Jo Mile Ishq Me Lyrics  | Ishq Actually | Rajeev Khandelwal, Rayo Bakhirta | Chandreyee, Mohammad Irfan | Chirantan Bhatt

Tum Jo Mile Ishq Me Lyrics | Ishq Actually | Rajeev Khandelwal, Rayo Bakhirta | Chandreyee, Mohammad Irfan | Chirantan Bhatt

Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein
Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein
Na tumko khabar
Na humko khabar
Kaisa hain afasaana o jaana

Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein
Na tumko khabar
Na humko khabar
Kaisa hain afasaana o jaana
Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein

Woh shyaam jab hum mile the
Madhosh dil ho gaye the
Woh ishq ka ik lamha
Ek dujhe ke ho gaye the
Woh shyaam jab hum mile the
Madhosh dil ho gaye the
Woh ishq ka ik lamha
Ek dujhe ke ho gaye the
Haa kaisa hain afasaana o jaana
Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein

Kahin ankahin saari baatein
Bayaan kar rahin aaj aankhein
Ek ajnabi si bechaini
Kyun bhar rahi mujh mein aahein
Kahin ankahin saari baatein
Bayaan kar rahin aaj aankhein
Ek ajnabi si bechaini
Kyun bhar rahi mujh mein aahein
Kaisa hain afasaana o jaana
Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein

Na tumko khabar
Na humko khabar
Kaisa hain afasaana o jaana
Tum jo mile ishq mein
Kho gaye hum ishq mein
Kho gaye hum ishq mein
Kho gaye hum ishq mein.

MovieIshq Actually
SingerChandreyee, Mohammad Irfan
DirectorAnish Khanna
Music ComposerChirantan Bhatt
Star CastRajeev Khandelwal, Rayo Bakhirta, Neha Ahuja, Ann Mithchai, Neha Ghelot, Siddharth Van Shipley
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *