Tum Ho Hasin Wafa Tumko Meri Jaan Lyrics | Apradh | Kishore Kumar | Anandji Virji Shah

(Haye tum ho hasin wafa tumko meri jaan
Aate aate ayegi) – (2)
Sharmo haya haya adat me
Ye aadat jate jate jayegi
Tum ho hasi wafa tumko

Na tum pas aati ho
Na pas aane deti ho
Wah kya wafa hai

(Wafa ke kam ye kaise
Jale ko tum jalati ho) – (2)
Ke jitna pas aate hai
Tum utna dur jati ho
Khol do julf ka sawan
Bahut pyasa hai ye jivan
Jalan ye jate jate jayegi

Tum ho hasin wafa tumko
Meri jaan
Aate aate ayegi
Sharmo haya haya adat me tumhe
Ye aadat jate jate jayegi
Tum ho hasi wafa tumko

Ho phul ho tum jis pe bahare nisar
Kya chahiye use jise
Mil gaya ho tera pyar

(Meri baho me aaya hai
Baharo sa badan tera) – (2)
Mere hi vaste hai bas
Teri kushbu chaman tera
Hai mere samne jannat
Mili jaisi mujhe kismat
Ye duniya pate pate payegi

Tum ho hasin wafa tumko
Meri jaan
Aate aate ayegi
Sharmo haya haya adat me tumhe
Ye aadat jate jate jayegi
Tum ho hasi wafa tumko

MovieApradh
SingerKishore Kumar
Music ComposerAnandji Virji Shah
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *