Tum Hame Bhul Gaye Lyrics | Balam | Mohammad Rafi | Husnlal-Bhagatram

Tum hame bhul gaye, ham naa tumhe bhul sake – (2)
Tum hame bhul gaye…………

Mera tuta huwa dil unko dikhao jakar
Ek bar toh unko yeh paigam sunao jakar
Tum hame bhul gaye…………

Ai hawa jana jara unaki gali se hokar
Woh mera hal jo puchhe toh yeh kehna rokar
Tum hame bhul gaye…………

Tum toh milte hi nahi ham yad se mil lete hain
Tum toh sunate hi nahi ham yad se kah dete hain
Tum hame bhul gaye…………

MovieBalam
SingerMohammad Rafi
Music ComposerHusnlal-Bhagatram
LyricistQamar Jalalabadi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *