Tum dekh rahe ho
Ki mite sare sahare
Bhagwan hamare
Bhagwan hamare
Tum dekh rahe ho
Ki mite sare sahare
Tum dekh rahe ho
Ki mite sare sahare
Bhagwan hamare
Bhagwan hamare
Har ore se afat ne
Hame gher liya hain
Har ore se afat ne
Hame gher liya hain
Tumne bhi gajab ye hain
Ki muh fer liya hain
Tumne bhi gajab ye hain
Ki muh fer liya hain
Mana ki bure
Mana ki bure ham hain
Magar hain to tumhare
Bhagwan hamare
Bhagwan hamare
Ab tum hi batao ki tumhe kaise jagaye
Ab tum hi batao ki tumhe kaise jagaye
Aahe bhare ya chhup rahe
Ya shish nawaye
Aahe bhare ya chhup rahe
Ya shish nawaye
Takdeer ke
Takdeer ke ?
Bhagwan hamare
Bhagwan hamare
Ham tumse kahte hain
Ham tumse kahte hain na tum hamko bulao
Sagar me fanse ham hain
Hame dheer bandhao
Sagar me fanse ham hain
Hame dheer bandhao
Aisa na ho
Aisa na ho ek roz
Dubo de hame ye dhare
Bhagwan hamare
Bhagwan hamare
Tum dekh rahe ho
Ki mite sare sahare
Bhagwan hamare
Bhagwan hamare
| Movie | Sheesh Mahal |
| Singer | Pushpa Hans |
| Director | Sohrab Modi |
| Music Composer | Vasant Desai |
| Lyricist | Behzad Lakhnavi |
| Star Cast | Sohrab Modi, Naseem Banoo, Pran, Amarnath, Mubarak Nagar, Sultana, Leela Mishra, A Shah, Pushpa, Nigar Sultana |

