Tum Abhi The Yahi Tum Abhi The Yaha (Male) Lyrics | Dobara | Hariharan | Anu Malik

Tum Abhi The Yahi Tum Abhi The Yaha (Male) Lyrics | Dobara | Hariharan | Anu Malik

Tum abhi the yahi tum abhi the yaha
Kho gaye ek pal me na jane kaha
Tum abhi the yahi tum abhi the yaha
Kho gaye ek pal me na jane kaha

Dil pe yu daag hai bite lamhaat ke
Dil pe yu daag hai bite lamhaat ke
Saj par jaise ho ungaliyo ke nisha
Kho gaye ek pal me na jane kaha
Tum abhi the yahi tum abhi the yaha

Ek raste pe hum hai
Dusre pe tanhayi hai
Jindagi is dorahe par kyu mujhko le aayi hai
Aaj bhi sath hai kal ki ek dasta
Aaj bhi sath hai kal ki ek dasta
Saj par jaise ho ungaliyo ke nisha
Kho gaye ek pal me na jane kaha
Tum abhi the yahi tum abhi the yaha

Hamsafar ko na pahchan paaye akele hi hum rah gaye
Kho gaye sare karvahe khushi ke bas gam hi gam rah gaye
Aankho me rah gaya koi bita samaa
Aankho me rah gaya koi bita samaa
Saj par jaise ho ungaliyo ke nisha
Kho gaye ek pal me na jane kaha
Tum abhi the yahi tum abhi the yaha

MovieDobara
SingerHariharan
DirectorShashi Ranjan
Music ComposerAnu Malik
LyricistJaved Akhtar
Star CastJackie Shroff, Raveena Tandon, Mahima Choudhary, Gulshan Grover, Soni Razdan, Muammar Rana, Alisha Chinoy, Seema Biswas, Vrajesh Hirjee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *