Tujhse Kahoon Lyrics  | Tarkeeb | Mithun Chakraborty, Ranjeeta | S. P. Balasubrahmanyam | Bappi Lahiri

Tujhse Kahoon Lyrics | Tarkeeb | Mithun Chakraborty, Ranjeeta | S. P. Balasubrahmanyam | Bappi Lahiri

Tujhse kahoon
Kaise kahoon
Kaisa hai pyaar tera
Tujhse kahoon
Kaise kahoon
Kaisa hai pyaar tera
Jaisa kahin dekha nahi
Aisa hai pyaar tera
Tujhse kahoon
Kaise kahoon
Kaisa hai pyaar tera

Jo dekh le dekha kare
Ek pyaar ki murat hai wo
Sapno mein jo tere basi
Bilkul wo hi surat hai wo
Takdeer se pura hua
Wo intzaar tera
Tujhse kahoon
Kaise kahoon
Kaisa hai pyaar tera
Jaisa kahin dekha nahi
Aisa hai pyaar tera
Tujhse kahoon
Kaise kahoon
Kaisa hai pyaar tera

Sapne naye sajte rahe
Hasti rahe zindagi
Maine yahi maangi dua
Bichde na wo tujse kabhi
Saari umar murjhaye na
Solah singaar tera
Tujhse kahoon
Kaise kahoon
Kaisa hai pyaar tera.

MovieTarkeeb
SingerS. P. Balasubrahmanyam
DirectorRavikant Nagaich
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnjaan
Star CastMithun Chakraborty, Ranjeeta, Shakti Kapoor, Paintal, Sharat Saxena, Madan Puri, Mukri
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *