Tujhko Paayal Naam Diya Hain Lyrics  | Paayal | Himalaya, Bhagyashree | Sadhana Sargam | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Tujhko Paayal Naam Diya Hain Lyrics | Paayal | Himalaya, Bhagyashree | Sadhana Sargam | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Tujhko payal naam
Diya hain logo ne
Tujhko payal naam
Diya hain logo ne
Sabse hasi teri zindagani hain
Sabke dilo mein
Sabke labo pe
Teri kahani hain
Tujhko payal naam
Diya hain logo ne

Jeene ki ummid man mein jagaye
Bhola tha masum chehra tera
Meri khushi ki to jagir hain tu
Tere siwa ab nahi kuch mera
Mere khwabo ki meri yaado ki
Tu hi nishani hain
Tujhko payal naam
Diya hain logo ne
Sabse hasi teri zindagani hain
Sabke dilo mein
Sabke labo pe
Teri kahani hain
Tujhko payal naam
Diya hain logo ne

Meri to hain bas yahi aarzu
Ho jaye roshan teri anzuman
Aaye kahi se farishta koi
Le jaye tujhko banake dulhan
Maang teri sitaro se
Mujhko sajani hain
Tujhko payal naam
Diya hain logo ne
Sabse hasi teri zindagani hain
Sabke dilo mein sabke
Labo pe teri kahani hain
Tujhko payal naam
Diya hain logo ne.

MoviePaayal
SingerSadhana Sargam
DirectorMahendra Shah
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastHimalaya, Bhagyashree, Farida Jalal, Anu Kapoor, Tiku Talsania, Shakti Kapoor, Ishrat Ali
LabelMusic Bank

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *