Tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi
Ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi

Wayi wayi wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi
Chalna sambhal ke raste me dekho acha nahi hai kisi se takrana

Milti kaha se tum si hasina
Milne ka hota hai koi to bahana
Achchi ye aaj huyi jaan pahchan wayi wayi
Tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi
Ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi
Ham to tumhare ho hi chuke hai maano na maano ye marji tumhari

Jo hai tamanna dil me tumhare
Ab to tamanna wahi hai hamari
Tumpe ye jaan bhi kurban meri jaan wayi wayi
Tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi
Ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi
Tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi
Ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi
| Movie | Zabak |
| Singer | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar |
| Director | Homi Wadia |
| Music Composer | Chitragupt |
| Lyricist | Prem Dhawan |
| Star Cast | Mahipal, Shyama, Sahira, Achla Sachdev, Manhar Desai, W M Khan, Uma Dutt, Krishan Kumari, B M Vyas, Adeeb, Babu Raje |