Tujhe Dekh Ke Khan Khanke Lyrics | Aasoo Bane Angaarey | Sadhana Sargam | Rajesh Roshan

(Tujhe dekh ke khan
Khanke payal chandi ki) – (2)
Payal chandi ki – 2
Haye tere rup se
Cham cham chamke
Payal chandi ki

Tere rup se cham
Cham chamke
Payal chandi ki – 3
(Tujhe dekh ke
Khan khanke
Payal chandi ki) – (2)

(Aate jate kyu dekhu mai
Tujhko hi mud mud ke) – (2)
Mera dupatta chuna chahe
Kyu tujhko ud ud ke
(Ke nagin si bal khaye
Teri galio me kamariya) – (2)
Aandi jandi ki – 2
(Tujhe dekh ke
Khan khanke
Payal chandi ki) – (2)

(Anjana hokar bhi kyu tu
Lagta hai apna sa) – (2)
Samne baitha hai fir bhi
Tu lagta hai sapna sa
(Tujhi se na jane kyu
Ye lad lad gaye najariya) – (2)
Aandi jandi ki – 2
(Tujhe dekh ke
Khan khanke
Payal chandi ki) – (2)
Payal chandi ki – 2
Tere rup se
Cham cham chamke
Payal chandi ki
Tujhe dekh ke
Khan khanke
Payal chandi ki

MovieAasoo Bane Angaarey
SingerSadhana Sargam
Music ComposerRajesh Roshan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *