Tuh Hi Saagar Tuh Hi Kinara, Dhudhta Hai Tu Kiska Sahara Lyrics | Sankalp | Sulakshana Pandit, Vinod Sharma | Khayyam

Tuh Hi Saagar Tuh Hi Kinara, Dhudhta Hai Tu Kiska Sahara Lyrics | Sankalp | Sulakshana Pandit, Vinod Sharma | Khayyam

Tuhi sagar
Tu hi sagar hai tu hi kinara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara

Uska saya hai tu uska darpan
Tere sine me hai uski dhadkan
Uska saya hai tu uska darpan
Tere sine me hai uski dhadkan
Teri aankho me uska ishara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara

Paap kya punay hai kya ye bhula de
Karam kar phal ki chinta mita de
Paap kya punay hai kya ye bhula de
Karam kar phal ki chinta mita de
Ye pariksha hogi dubara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara
Tuhi sagar
Tu hi sagar hai tu hi kinara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara

MovieSankalp
SingerSulakshana Pandit, Vinod Sharma
DirectorRamesh Saigal
Music ComposerKhayyam
LyricistKaifi Azmi
Star CastMahesh, Farida, Anjali Kadam, Sukhdev, Bipin Gupta, Sulakhshana Pandit, Jankidas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *