Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Khuda gawah
Apni baat se jo mukar gaya
Apni baat se jo mukar gaya
To wo bewafa gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Khuda gawah
Shikwa bhi hai ye fariyad bhi
Aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi
Shikwa bhi hai ye fariyad bhi
Aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi
Wo badnasib aaj bhi tera
Wo badnasib aaj bhi tera
Dekhe rasta gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Mitti to nahi daman se jhad di
Chithi to nahi jo padh ke faad di
Mitti to nahi daman se jhad di
Chithi to nahi jo padh ke faad di
Todne se bhi tutta nahi
Todne se bhi tutta nahi
Rishta khun ka gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Tu mujhe kubul main tujhe kubul
Aisa to kabhi hota nahi
Gairo ke liye koi rota nahi
Aisa to kabhi hota nahi
Gairo ke liye koi rota nahi
Teri aankho me mere aasu aa gaye
Teri aankho me mere aasu aa gaye
Aaya yaad kya gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Apni baat se jo mukar gaya
Apni baat se jo mukar gaya
To wo bewafa gawah khuda
Khuda gawah
Khuda gawah
Khuda gawah khuda gawah
| Movie | Khuda Gawah |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | M S Anand |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Sridevi, Nagarjuna, Shilpa Shirodkar, Kiran Kumar, Danny Denzongpa, Vikram Gokhale, Anjana Mumtaz, Beena, Bharat Kapoor, Shammi, Deepak Shirke, Anjan Srivastava, Vikas Anand, Ali Khan, Surendra Pal, Baby Tabassum |
