Ye jaan gaye sab ye jaan gaye sab tu mera meherbaan
Ye jaan gaye sab tu mera meherbaan ye jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan ye jaan gaye sab
Tu mera meherbaan ye jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan ye jaan gaye sab
Tu mera meherbaan ye jaan gaye sab
Pyaasi raat din tadapu tere bin dur na ja abb dilruba
Kya hai bebasi kyun hai berukhi aa jara tu mere paas aa
Mere sanam teri kasam raaje dil mujhako bata
Dhadkano ki jubaan jaan gaye sab
Dhadkano ki jubaan jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan ye jaan gaye sab
Tu mera meherbaan ye jaan gaye sab
Ho raat chaandani chhede raagini
Baahon mein mujhe thaam le
Kya haseen sama hum bhi hai
Jawaana husn ka mere naam le
Jine na de ye bekhudi betaabiya na badha
Pyaar ki daastaan jaan gaye sab
Pyaar ki daastaan jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan ye jaan gaye sab
Tu mera meherbaan ye jaan gaye
| Movie | Junoon |
| Singer | Kavita Paudwal |
| Director | Mahesh Bhatt |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Rahul Roy, Pooja Bhatt, Avinash Wadhavan, Rakesh Bedi, Tom Alter, Avtar Gill, Shobha Khote, Mushtaq Khan, Homi Wadia |

