Tu Kyun Mujh Ko Pukare Lyrics | Mayur Pankh | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Tu Kyun Mujh Ko Pukare Lyrics | Mayur Pankh | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Tu kyun
Tu kyun mujh ko pukaare
Tu kyun mujh ko pukaare
Tadap-tadap kar dil ka tara
Toot raha haay toot raha
Tadap-tadap kar dil ka tara
Toot raha haay toot raha
Tu kyun mujh ko pukaare
Tu kyun

Aankhon ne dekhaa kaisa tamasha maut bane din-raat
Jeewan ke sathi itana bata de hai kaun tere sath
Tu kyun mujh ko pukare
Tu kyun mujh ko pukare
Tadap-tadap kar dil ka tara
Toot raha haay toot raha
Tadap-tadap kar dil ka tara
Toot raha haay toot raha
Tu kyun mujh ko pukare
Tu kyun

O meri qismat rahane bhi de tu
Loot na ab singar
Beete zamaane aa laut aa tu
Rone laga mera pyar
Tu kyun mujh ko pukare
Tu kyun mujh ko pukare
Tadap-tadap kar dil ka tara
Toot raha haay toot raha
Tadap-tadap kar dil ka tara
Toot raha haay toot raha
Tu kyun mujh ko pukare,
Tu kyun

MovieMayur Pankh
SingerLata Mangeshkar
DirectorKishore Sahu
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastKishore Sahu, Sumitra Devi, Helen, David, Asha Mathur, Seema, Cuckoo, Ramesh Gupta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *