Tu jo mila chand khila
Aaj naya rang chhane laga
Dil ne kaha
Maine suna
Chupke se pani barsane laga
Jhum utha ye aasma
Man mera gaane laga
Jag utha naya armaa
Ji mera machalne laga
Dil diya hai tujhi ko
To fir kya mujhe dar
Jane kyi hai fija bhi khoi khoi bekhabar
Na ja
Na ja
Na ja
Aaja
Jane kya hua
Kyo kho gaya
Dil mera sapne sajane lag
Khwab naya dekha tera
Tu hi tu mujhme samane laga
Tu jo mila
Chand khila
Aaj naya rang chhane laga
Kya raat aur kya hai din
Chain aaye nahi tere bin
Raat gujaari hai maine taare gin
Raat gujaari hai maine taare gin
De diya hai tujhi ko
To fir kya mujhe dar
Jane kyo fija bhi khoi khoi bekhabar
Na ja
Na ja
Na ja
Aaja
Fir se kali phul ban gayi
Chori chori se baat ban hi gayi
Tu jo mila
Chand khila
Aaj naya rang chhane laga
Dil ne kaha
Maine suna
Chupke se pani barsane laga
Aaj naya rang chhane laga
Aaj naya rang chhane laga
Aaj naya rang chhane laga
| Movie | Om (Album) |
| Singer | Alisha Chinai |

