(Tu jhukane par to aa sochta hai kya
Asmaa bhi jhuk ke rahenga kya hai ye dunia) – (2)
(Dhudta hai kya bahare
Wo to khud tujhko pukare) – (2)
Kaliya to kaliya
Bahar tere kadmo me aake karegi sajda
Tu jhukane par to aa sochta hai kya
Asmaa bhi jhuk ke rahenga kya hai ye dunia
Ishk teri jindagi hai usne ki fir kya kami hai – 2
Khul jaye julfe nikhar jaye jalwe
Jidhar se gujar ho tera
Tu jhukane par to aa sochta hai kya
Asmaa bhi jhuk ke rahenga kya hai ye dunia
| Movie | Duniya Jhukti Hai (1960) |
| Singer | Asha Bhosle, Mohammad Rafi |
| Music Composer | Hemant Kumar |
| Lyricist | Rajendra Krishan |