Tu Jaldi Bata De Lyrics | Bandook | Siddharth Hazarika, Bandana Sharma | Nikhil Kamath

Tu Jaldi Bata De Lyrics | Bandook | Siddharth Hazarika, Bandana Sharma | Nikhil Kamath

Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna
Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna

Tu zaldi bata de tere dil me kya hai
Tu zaldi bata de tere dil me kya hai
Dil me mere to chahat ki bala hai
Dil me mere to chahat ki bala hai
Bawre naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna
Bawre naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna

Sadiyo se tera mera vasta hai
Lage aise ke dono ka ek raasta hai
Ho sadiyo se tera mera vasta hai
Lage aisa ke dono ka ek raasta hai
Na kal ka pata tha na ab ka pata hai
Na kal ka pata tha na ab ka pata hai
Yu hi sath chale ham rab se dua hai
Yu hi sath chale ham rab se dua hai
Dil me mere to chahat ki bhala hai
Dil me mere to chahat ki bhala hai
Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna
Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna

Lage aisa ke har ek pal ab to naya hai
Saanso ki garmi me thandi hawa hai
Lage aisa ke har ek pal to naya hai
Saanso ki garmi me thandi hawa hai
Diya bin jalaye khud jalne laga hai
Diya bin jalaye khud jalne laga hai
Ab lagta nahi ke koi fasla hai
Ab lagta nahi ke koi fasla hai
Dil teji se kyu dhadkane laga hai
Dil teji se kyu dhadkane laga hai
Tu jaldi bata de tere dil me kya hai
Tu jaldi bata de tere dil me kya hai
Dil me mere to chahat ki bala hai
Dil me mere to chahat ki bala hai
Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna
Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna
Baware naina luk chup rahna
Jo bhi kahna chup chup kahna

MovieBandook
SingerSiddharth Hazarika, Bandana Sharma
DirectorAditya Om
Music ComposerNikhil Kamath
LyricistKapil Sibal
Star CastAditya Om, Manisha Kelkar, Arshad Khan, Ashish Kotwal, Gauri Shankar, Virendra Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *