Tu jaha jayegi mai waha aaunga
Ek din mai tujhe sath le jaunga
Mai kya hu bataunga tujhe
Pyar karna sikhaunga tujhe tujhe tujhe
Tu jaha jayegi mai waha aaunga
Ek din mai tujhe sath le jaunga
Mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe
Dil mera toda mujhe kahi ka na choda
Tujhe chhod ke kaha mai ab jaunga
Tune thukraya mujhe bada tadpaya mujhe
Ek din tujhe tadpaunga dil mera toda mujhe kahi ka na choda
Tujhe chhod ke kaha mai ab jaunga
Tune thukraya mujhe bada tadpaya mujhe
Ek din tujhe tadpaunga aa jal ke jalaunga tujhe
Pyar karna sikhaunga tujhe tu jaha jayegi mai waha aaunga
Ek din mai tujhe sath le jaunga
Mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe
Tu nashe me chur hai jawani ka sarur hai
Ye jawani ka sarur mai mitaunga
Bigde sanam mujhe pyar ki kasam
Tu nashe me chur hai jawani ka sarur hai
Ye jawani ka sarur mai mitanunga
Bigde sanam mujhe pyar ki kasam
Tujhe kadmo me pyar ke jhukaunga tujhe
Rashte pe launga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe
Tu jaha jayegi mai waha aaunga
Ek din mai tujhe sath le jaunga
Mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe tujhe tujhe
Tu jaha jayegi mai waha aaunga
Ek din mai tujhe sath le jaunga
Mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe
| Movie | Bambai Ka Maharaja |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Shibu Mitra |
| Music Composer | Usha Khanna |
| Lyricist | Anjaan |
| Star Cast | Raj Kiran, Sarika, Amjad Khan, Bindu, Kulbhushan Kharbanda, Shakti Kapoor |

