Tu Itna Samajh Le Sanam Lyrics | Rakhwala (1971) | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Kalyanji-Anandji

Tu itna samajh le sanam – 2
Koi rakhwala hoo main tera
Teri chahat ki mujhko kasam
Koi matwala hoo main tera
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera – 2 oye

Jaise phoolon ko kate bachaya kare
Jaise moti ko sagar chhupaya kare
Apane dil me chhupake rakhoonga tujhe – 2
Daav dusham lagaye lagaya kare
Ho kiski himmat hai – 2, chhule tujhe
Chahane wala hoo main tera
Koi rakhwala hoo main tera – 2 oye

Tere naina ho – 2 phir nau ratan kuchh nahi
Tera aanchal – 2 ho phir to gagan kuchh nahi
Ye baharon ke jaisa mehkata badan – 2
Jo badan ho tera to chaman kuchh nahi
Meri bholisi – 2, radha hai tu
Baka nandlala hu mein tera
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera – 2 oye

Jaise panchhi ko ek aashiyaan chahiye
Jaise baagon ko ek baagbaan chahiye
Har tarah husn ki ifajat kare – 2
Ek hasina ko ek naujawan chahiye
Rup ras ki hai – 2, madhushala tu
Pyaar ka pyala hoo main tera
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera – 2

MovieRakhwala (1971)
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerKalyanji-Anandji
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *