Tu Hi Khwahish, Ho Tu Hi Khatra Lyrics | Once Upon A Time In Mumbaai Dobaara | Sunidhi Chauhan | Pritam Chakraborty

Tu Hi Khwahish, Ho Tu Hi Khatra Lyrics | Once Upon A Time In Mumbaai Dobaara | Sunidhi Chauhan | Pritam Chakraborty

Tu hi khwahish
Ho tu hi khatra
Zeher tera mujhme utra
Bada shor utha hai kano me. mehfil me aur maikhano me
Tera nasha ghol kar dala hai maine dil me aur paimano me
Bada shor utha hai kano me
Mehfil me aur maikhano me
Tera nasha ghol kar dala hai maine dil me aur paimano me
Ho tu hi khwahish
Ho tu hi khatra
Zeher tera mujhme utra

Daka tera dil pe pada
Labo se tune jo chhu liya
Shola bana
Jal gaya dil mera dhuaa hi dhuaa hi dhuaa
Daka tera dil pe pada
Labo se tune jo chhu liya
Shola bana
Jal gaya dil mera dhuaa hi dhuaa hi dhuaa
Khayalo me
Misaalo me tu milta hai pyalo me
Tera nasha ghol kar dala hai maine dil me aur paimano me
Ho tu hi khwahish
Ho tu hi khatra
Zeher tera mujhme utra

Sadka tera mehanga hua
Chaska mujhe tera laga
Naam tera shaam-subah dil mera japaa hi japaa hi japaa
Sadka tera mehanga hua
Chaska mujhe tera laga
Naam tera shaam-subah dil mera japaa hi japaa hi japaa
Aasmano ke tehkhaano me tujhe dhoonda hai sitaro me
Tera nasha gholkar dala hai maine dil me aur paimano me
Ho tu hi khwahish
Ho tu hi khatra
Zeher tera mujhme utra

MovieOnce Upon A Time In Mumbaai Dobaara
SingerSunidhi Chauhan
DirectorMilan Luthria
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistRajat Arora
Star CastAkshay Kumar, Imran Khan, Sonakshi Sinha, Sonali Bendre, Sarfaraz Khan, Abhimanyu Shekhar Singh, Hussain Shaikh, Mushtaq Khan, Pitobash Tripathy, Tiku Talsania

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *