Tu Hai Mere Dil Mein Lyrics | Chhupa Rustam | Hariharan, Sadhana Sargam | Anand Milind

Tu Hai Mere Dil Mein Lyrics | Chhupa Rustam | Hariharan, Sadhana Sargam | Anand Milind

Tu hai mere dil me
Main hu tere dil me
Tu bhi mushkil me
Main bhi mushkil me
Tu hai mere dil me
Main hu tere dil me
Tu bhi mushkil me
Main bhi mushkil me
Aisa hi hota hai pyaar me chubhte hai kaate bahaar me
Tu kya kare
Main kya karu
Tu hai mere dil me
Main hu tere dil me
Tu bhi mushkil me
Main bhi mushkil me
Aisa hi hota hai pyaar me chubhte hai kaate bahaar me
Tu kya kare
Main kya karu

Mil ke tujhe aisa laga abb tak rahe hum kaise juda
Mil ke tujhe aisa laga abb tak rahe hum kaise juda
Ik duje me hum khone lage hai
Paagal diwane hone lage hai
Tu kya kare
Main kya karu
Tu hai mere dil me
Main hu tere dil me
Tu bhi mushkil me
Main bhi mushkil me
Aisa hi hota hai pyaar me chubhte hai kaate bahaar me
Tu kya kare
Main kya karu

Na roshani na chaandani ik aag hai yeh dil ki lagi
Na roshani na chaandani ik aag hai yeh dil ki lagi
Hum dono isme jalne lage hai
Dil pe yeh jaadu chalne lage hai
Tu kya kare
Main kya karu
Tu hai mere dil me
Main hu tere dil me
Tu bhi mushkil me
Main bhi mushkil me
Aisa hi hota hai pyaar me chubhte hai kaate bahaar me
Tu kya kare
Main kya karu
Tu hai mere dil me
Tu hai mere dil me
Tu bhi mushkil me
Tu bhi mushkil me

MovieChhupa Rustam
SingerHariharan, Sadhana Sargam
DirectorAziz Sejawal
Music ComposerAnand Milind
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Kapoor, Manisha Koirala, Mamta Kulkarni, Raj Babbar, Dalip Tahil, Tinu Anand, Navneet Nishan, Mushtaq Khan, Viju Khote, Vishwajeet Pradhan, Avtar Gill, Satyen Kappu, Laxmikant Berde, Anant Mahadevan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *