Tu Danw Lagade Jan Ka Lyrics | Panna | Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | S N Tripathi

Tu Danw Lagade Jan Ka Lyrics | Panna | Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | S N Tripathi

Dar kya hai tufan ka leke nam bhagwan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka
Aalsi insan ka jina hai
Kis kam ka danw lagade jaan ka
Tu danw lagade jaan ka

Sacha hai saput to julmo ko thokar mar de
Nyay ki khatir tu apna sir utar de
Apna sir utar de moka hai blidan ka
Tere imtihan ka danw lagade jaan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka
Dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

Dushmano se aaj adhikar tu badke chhin le
Adhikar tu badhke chhin le
Jalimo ke hath se talwar badke chhin le
Talwar badke chhin le tod de muh se pan ka
Anyay abhiman ka danw lagade jaan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka
Dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

Tham le jo maut ko usko bhi tu lalkar de
Aajadi ki rah par tu jaan apni har de
Achha hai insan ka jina marna shan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka
Dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka
Danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

MoviePanna
SingerSuman Kalyanpur, Mohammed Rafi
DirectorMohan Sinha
Music ComposerS N Tripathi
LyricistB D Mishra
Star CastChandrashekhar, Roopmala, Sapru, Tiwari, Maruti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *