(Tinka tinka jara jara, hai roshnee se jaise bhara – (2)
Har dil mai arman hote toh hai – (2)
Bas koyee samjhe jara) – (2)
(Dil pe ek naya sa nasha chha gaya
Kho raha tha jo khwab woh laut aa gaya) – (2)
Yeh jo ehsas hai jo karar hai, kya isee kaa hee nam pyar hai – (2)
Puchhe dil thumke jara
Tinka tinka jara jara, hai roshnee se jaise bhara
Har dil mai arman hote toh hai – (2)
Bas koyee samjhe jara
Tinka tinka tinka tinka………
| Movie | Karam |
| Singer | Alisha Chinai |
| Music Composer | Vishal-Shekhar |