Thoda Thoda Sawaab Hai, Neeyat Kharaba Hai Lyrics | Teen Patti | Sunidhi Chauhan | Salim Sulaiman

Thoda Thoda Sawaab Hai, Neeyat Kharaba Hai Lyrics | Teen Patti | Sunidhi Chauhan | Salim Sulaiman

Thoda thoda sawaab hai
Thoda thoda gunah hai
Fitrat ye teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharab hai
Thoda thoda sawaab hai
Thoda thoda gunah hai
Fitrat ye teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharab hai

Chahe kya jaane kya hai kahani ye to bataa
Kis pe nazar hai kis ki fikar hai ye to bataa
Haan fitrat ye teri na khuli kitaab hai
Teri niyat kharab hai kharab hai kharab hai

Betaabi hai har chaal mein
Doondhe jawaab sawaal mein
Fitrat ye teri na khuli kitaab hai
Teri niyat kharab hai
Thoda thoda sawaab hai
Thoda thoda gunah hai
Fitrat ye teri na,khuli kitaab hai
Teri neeyat kharab hai kharab hai
Kharab hai

Chahe kya jaane kya hai kahani ye to bataa
Kis pe nazar hai kis ki fikar hai ye to bataa
Hmm fitrat ye teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharab hai kharab hai
Kharab hai

MovieTeen Patti
SingerSunidhi Chauhan
DirectorLeena Yadav
Music ComposerSalim Sulaiman
LyricistIrfan Siddique
Star CastAmitabh Bachchan, Sir Ben Kingsley, R Madhavan, Raima Sen, Dhruv Ganesh, Siddharth Kher, Vaibhav Talwar, Saira Mohan, Sharadha Kapoor, Ajay Devgn, Jackie Shroff, Mahesh Manjrekar, Tinu Anand, Shakti Kapoor, Ganesh Yadav, Mariah Gomes, Meeta Vasisht, Panka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *