Thappad Lyrics  | Shamitabh | Amitabh Bachchan | Earl D’Souza | Ilayaraja

Thappad Lyrics | Shamitabh | Amitabh Bachchan | Earl D’Souza | Ilayaraja

Main kyun na doon ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad kyun na doon
Main yoon ek thappad thappad

Hath nikaal jeb se
Focus kar face pe
Nishana hold on steady
Sataak fataak aur tezz se
Hathiyar bhi bilkul free hai
Na license ki koi fee hai
Pakde jaane ka na dar hai
Thappad dena fundamental right
Right right right

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad kyun na kyun
Na doon ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad kyun na doon
Main yoon ek thappad thappad

Tameez ki kameez mein
Kyun hath ko chhupana
Be-akal shakal pe
Seedhe hath ka nishana
Badtameezi, dramebazi
Gundagardi badn karo ji
Duniya lazy rakh ke do ji
Na maane to do aur do ji
All you need is a hand
And a thappad philosophy

Doon, haan doon, haan
Eoon ek thappad thappad
Kyun, main kyun na
Doon ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon main yoon
Ek thappad thappad

Daayein hath se padaa
To bayaan brain khulega
Baayein hath ka padaa
Daayaan daant hilega
Rishwat khori, seena jori
Baatein-shaatein band karo ji
Haan ji, haan ji rakh ke do ji
Na maane to do aur do ji
All you need is a hand and
A thappad philosophy
[http://www.lyricsming.com]

Doon, haan doon, haan
Doon ek thappad thappad
Kyun, main kyun na
Doon ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon main yoon
Ek thappad thappad

One thappad, if he is mad
Two thappad, if he is bad
Three thappad, ***
Four thappad, he call you dad
Fifty awesome, fifty downs
Left n right *** round
Practice noon and practice night
Then baby get the top of ***

Doon, haan doon, haan doon ek thappad thappad
Kyun, main kyun na doon ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon ek thappad thappad
Kyun na doon main yoon ek thappad

MovieShamitabh
SingerEarl D'Souza, Suraj Jagan
Music ComposerIlayaraja
LyricistSwanand Kirkire
Star CastAmitabh Bachchan, Dhanush
LabelEros Now

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *