Thandi me pasina chale
Na bhukh na pyas lage
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puchunga
Tan me baraf dhale
Jigar me aag jale
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puch lena
Thandi me pasina chale
Na bhukh na pyas lage
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puchunga
Tan me baraf dhale
Jigar me aag jale
Yaar yahi pyaar to nahi
Daddy se puchh lena
Aisa lage hai ab to mujhko aaj hi jaise dekha tujhko
Lagta hai mai bhi dhudh raha tha aaj achanak paya tujhko
Aisa lage hai ab to mujhko aaj hi jaise dekha tujhko
Lagta hai mai bhi dhudh raha tha aaj achanak paya tujhko
Abaki tu aise mile na bhukh na pyas lage
Yaar yahi pyaar to nahi
Daddy se puchh lena
Thandi me pasina chale
Na bhukh na pyas lage
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puchunga
Tan me baraf dhale
Jigar me aag jale
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puch lena
Dil kya chahe kah nahi paye tere badan se lipata jaye
Haal hamara khud hi samajh lo aage koi ab kya samajhaye
Dil kya chahe kah nahi paye tere badan se lipata jaye
Haal hamara khud hi samajh lo aage koi ab kya samajhaye
Chahu ke laga lu gale jigar me aag jale
Yaar yahi pyar to nahi
Are daddy se puch lena
Thandi me pasina chale
Na bhukh na pyas lage
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puchunga
Thandi me pasina chale
Na bhukh na pyas lage
Yaar yahi pyar to nahi
Daddy se puchunga
| Movie | Guddu |
| Singer | Devki, Kumar Sanu |
| Director | Prem Lalwani |
| Music Composer | Naushad |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Shahrukh Khan, Manisha Koirala, Deepti Naval, Mukesh Khanna, Ashok Saraf, Vijayendra Ghatge, Naveen Nischol, Maya Alagh, Vikas Anand, Shashi Kiran, Sudhir Dalvi, Mehmood, Saeed Jaffrey, Pappu Khanna, Sumati Gupta, Priya Arun, Robin Ghai, Abbas |

