Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Dil mein shola bhadak raha hai
Dil jala jal jaye na
Aata hai kuch na samjh
Koi zara samjhaye na
Zid kar na jid kar na
Abb maan le mere kehna
Main fas gai anjaani
Galti se na ki jagah haan kar ke
Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat chal hat hey yo
Chal hat chal hat hey yo
Mein irada jo kar loon
Jaan ki baaji khelu
Faisla mein jo kar loon
Jaan kisiki le loon
Kya bolun kya bolun
Meri jaan badi muskhil mein
Ghabraye pachhtaye
Dil mein teri armaan kar ke
Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat chal hat hey yo
Chal hat chal hat hey yo
Tujhko to na chodonga
Mein bhale mit jaunga
Tujhko lene aaya hu
Tujhko le ke jaunga
Mere pagal deewane
Kaise mein yeh tujhe samjhaau
Mein haari mein haari
Tujhpe yeh jaan kurbaan kar ke
Aaja lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re na panga le
Ho jayega nahi to danga re
| Movie | Golmaal Returns |
| Singer | Neeraj Shridhar, Earl Edgar D Souza |
| Director | Rohit Shetty |
| Music Composer | Ashish Pandit |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Ajay Devgn, Arshad Warsi, Shreyas Talpade, Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Anjana Sukhani, Amrita Arora, Celina Jaitly, Sanjay Mishra, Ashwini Kalsekar, Murli Sharma, Vrajesh Hirjee, Sharat Saxena, Rakhi Vijan, Mukesh Tiwari, Ashish R Mohan, Upasna Singh |

