Teri zindagi hain
Ajab ek taraana
Teri shayari ka hain
Aashiq jamaana
Teri zindagi hain
Ajab ek taraana
Teri shayari ka hain
Aashiq jamaana
Teri zindagi hain
Hajaaro dilo ne tere geet gaaye
Tera geet rote huo ko hansaaye
Hajaaro dilo ne tere geet gaaye
Tera geet rote huo ko hansaaye
Lutaata hain tu apne dilo ka khajaana
Teri shayari ka hain
Aashiq jamaana
Teri zindagi hain
Teri manjile hain aasmaa se aage
Teri kalpna ke sunahri hain dhage
Teri manjile hain aasmaa se aage
Teri kalpna ke
Sunahri hain dhage
Sunahri hain dhage
Nahi teri shoharat ka koi thikaana
Teri shayari ka hain
Aashiq jamaana
Teri zindagi hain
Utha le tu hans ke mile hain jo sadme
Naya rang layenge tere ye nagme
Utha le tu hans ke mile hain jo sadme
Naya rang layenge tere ye nagme
Jahaa yaad rakhega tera fasana
Teri shayari ka hain
Aashiq jamaana
Teri zindagi hain
Ajab ek taraana
Teri shayari ka hain
Aashiq jamaana
Aashiq jamaana
Aashiq jamaana
Aashiq jamaana
| Movie | Vaade Iraade |
| Singer | S.P. Balasubramaniam |
| Director | Kalpana Bhardwaj |
| Music Composer | Jatin Lalit |
| Lyricist | Dev Kohli |
| Star Cast | Ayush Kumar, Mamta Kulkarni, Sri Prada, Kulbhushan Kharbanda, Anjana Mumtaz, Satyen Kappu, Suchitra Krishnamurthy, Irrfan Khan, Vijayendra Ghatge, Rakesh Bedi, Gajendra Chauhan, Javed Khan, Yunus Parvez, Jagdish Raaj, Disco Shanti, Anjan Srivastava, Tiku |

