Chorus:
Naachyo maaichang
Teemee damfoo ko taalay maa -2
May teemee layi teey malayi
Bihe garchhoo aune saalayi maan -2
Sultan:
Teri yeh surmayi aankhen -2
Panaahon mein bulaati hain
Teri yeh surmayi aankhen
Panaahon mein bulaati hain
Kahin se main guzarta hoon -2
Yahin tak kheench laati hain
Chitra:
Teri yeh pyaar ki khushboo -2
Mujhe har pal sataati hai
Kahin se main guzarti hoon -2
Hazaaron gul khilaati hai
Hm hm hm hm
Hm hm hm hm
Chitra:
Yeh aankhen aaina dil ka
Hazaaron rang mein dhal ke
Yeh jhukti hain haya ban ke
Yeh uthti hain duaa ban ke
Sultan:
Yeh aankhen chhanv mein apni o
Yeh aankhen chhanv mein apni
Mujhe aksar sulaati hain
Kahin se main guzarta hoon -2
Yahin tak kheench laati hain
Chitra:
Na na na na
Na na na na
Sultan:
Arrey tu bholi bhali re -2
Thaaro gor bandh loon mhaaro
All:
Hoy
Arrey tu bholi bhali re -2
Thaaro gor bandh loon mhaaro
Sultan:
Tere honthon se geeton ka
Ke jab saawan barasta hai
Jiya mein haule haule se
Pyaar ka geet banta hai
Chitra:
Yeh rut ehsaas mein meri kahin narmi jagaati hai
Kahin se main guzarta hoon
Yahin tak kheench laati hain
Sultan:
Teri yeh surmayi aankhen -2
Panaahon mein bulaati hain
Kahin se main guzarta hoon -2
Yahin tak kheench laati hain
Chorus:
Naachyo maaichang
Teemee damfoo ko taalay maa
May teemee layi teey malayi
Bihe garchhoo aune saalayi maan
Naachyo maaichang
Teemee damfoo ko taalay maa
| Movie | Piya Basanti (Album) |
| Singer | Chithra K S, Ustad Sultan Khan |

