Teri wo chal hai ke tauba
Aisa kamal hai ke tauba
Mera wo hal hai ke tauba
Teri wo chal hai ke tauba
Aisa kamal hai ke tauba
Mera wo hal hai ke tauba
Teri wo chal hai ke tauba
Teri har ada mastani
Meri har nigah deewani
Teri har ada mastani
Meri har nigah deewani
Wallah jane kasam
Samjhe to sanam
Wallah jane kasam
Samjhe to sanam
Dono ka ek hai fasana
Dono ka ek hai fasana
Teri wo chal hai ke tauba
Aisa kamal hai ke tauba
Mera wo hal hai ke tauba
Teri wo chal hai ke tauba
Humpe bhali ye rahe
Jinpe teri hai nigahe
Humpe bhali ye rahe
Jinpe teri hai nigahe
Tu ek najar to dekh idhar
Tu ek najar to dekh idhar
Ye dil hai tera deewana
Ye dil hai tera deewana
Teri wo chal hai ke tauba
Aisa kamal hai ke tauba
Mera wo hal hai ke tauba
Teri wo chal hai ke tauba.
| Movie | Mehndi Lagi Mere Haath |
| Singer | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
| Director | Suraj Prakash |
| Music Composer | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Shashi Kapoor, Nanda, Ashok Kumar, Mridula, Nasreen, B B Bhalla, Achla Sachdev |
| Label | Saregama |

