Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Tere in jalwon ne diya aazaar haay
Tere in jalwon ne diya aazaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Main hu aur raah teri
Dil mein ho chaah teri
Main hu aur raah teri
Dil mein ho chaah teri
Yu hi madhosh rahu
Yu hi sarashaar haay
Yu hi madhosh rahu
Yu hi sarashaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Tera deewana rahu
Sabse begaana rahu
Tera deewana rahu
Sabse begaana rahu
Ho teri chaahat mein
Lab pe har baar haay
Ho teri chaahat mein
Lab pe har baar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Tere in jalwon ne diya aazaar haay
Tere in jalwon ne diya aazaar haay
Teri in aankhon ne
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
Teri in aankhon ne kiya bimaar haay
| Movie | Alibaba |
| Singer | Surendra Nath, Waheedan Bai |
| Director | Mehboob |
| Music Composer | Anil Biswas |
| Lyricist | Aah Sitapuri |
| Star Cast | Surendra, Sardar Akhtar, Ghulam Mohammed, Wahidan, Shetty, Jagdish Kupal, Ishrat Jaan, Amirjaan |

