Teri In Aadaon Ne Lyrics  | Iqraar By Chance | Shilpa Anand, Amarjeet Shukla | Shreya Ghoshal, Vijay Prakash | Sandesh Shandilya

Teri In Aadaon Ne Lyrics | Iqraar By Chance | Shilpa Anand, Amarjeet Shukla | Shreya Ghoshal, Vijay Prakash | Sandesh Shandilya

Teri in aadaon ne
Humko paagal kar diya
Teri in aadaon ne
Humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan
Jaadu yeh kya kar diya
Teri in aadaon ne
Na na na na na
Ha ha ha ha ha

Apne hi dil se yeh sharth
Thi ke denge use na kisiko
Aawara mujrim bedard
Jaalim chahane laga par tumhiko
Kaatil adaa hai woh tumhaari
Dil pe lagi woh chot bhaari
Ke apane haathon se dil
Naam tumhare kar diya
Naya naya lage hai jahaan
Jaadu yeh kya kar diya

Teri in aadaon ne
Humko paagal kar diya
Teri in aadaon ne
Humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan
Jaadu yeh kya kar diya
O o o ho ho ho ho ho
Ho ho ho na na na na na ho ho

Toofan mein thi yeh dil ki kashti
Saahil ka kuchh na pata tha
Saagar se gehra yeh roop tera
Saagar mein saahil chhupa tha
Do baahon ke dilkash kinaaren
Humko diye hai woh sahaaren
Yeh tera ehsaan hai
Adaaun kaise shukriya
Naya naya lage hai jahaan
Jaadu yeh kya kar diya

Teri in aadaon ne
Humko paagal kar diya
Teri in aadaon ne
Humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan
Jaadu yeh kya kar diya
Hmm hmm hmm hmm hmm.

MovieIqraar By Chance
SingerShreya Ghoshal, Vijay Prakash
DirectorK. Ravi Shankar
Music ComposerSandesh Shandilya
LyricistMehboob Alam Kotwal
Star CastShilpa Anand, Amarjeet Shukla, Rahul Dev, Arbaaz Khan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *