Teri Furqat Me Saqi Lyrics | Tishnagi (Album) | Penaz Masani | Penaz Masani

Teri Furqat Me Saqi Lyrics | Tishnagi (Album) | Penaz Masani | Penaz Masani

Teri furqat me saqi
Tere maskaara ka kya hoga
Teri furqat me saqi
Tere maskaara ka kya hoga
Naa hogi shama mehfil me
Toh parwano ka kya hoga
Teri furqat me saqi

Gajab hai aapka mehfil me nazro ko jukhaa dena
Gajab hai aapka mehfil me nazro ko jukhaa dena
Jo ankho se pila doge toh paimano ka kya hoga
Jo ankho se pila doge toh paimano ka kya hoga
Teri furqat me saqi

Mera dil todne wale kabhi socha bhi hai tumne
Mera dil todne wale kabhi socha bhi hai tumne
Jinhe ashko ne chheda hai
Un afsaano ka kya hoga
Jinhe ashko ne chheda hai
Un afsaano ka kya hoga
Teri furqat me saqi

Na sheba hain
Na sagar hain
Na seesha hain
Na paimana
Na sheba hain
Na sagar hain
Na seesha hain
Na paimana
Yeh alam hai to saathi tere deewano ka kya hoga
Yeh alam hai to saathi tere deewano ka kya hoga
Teri furqat me saqi tere maskara ka kya hoga
Naa hogi shamb mehfil me
Toh parwana ka kya hoga
Teri furqat me saqi
Tere maskara ka kya hoga

MovieTishnagi (Album)
SingerPenaz Masani
Music ComposerPenaz Masani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *