Teri aankhon ka andaaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaaz kehta hai
Kya
Tu yaar mujhpe hi marti hai
Teri aankhon ka andaaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai
Tere pass mein aaoo tujhe pyaar sikhaaoo
Tujhpe jaan lutaoo jaane jaana
Mera dil dhadkaaya mujhe ishq sikhaaya
Mujhe apna banaya tu deewana
Wada kiya hai kasam humne li hai
Na honge hum milke juda
Teri aankhon ka andaaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karti hain
Teri baaton ka andaaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marta hai
Naya silsila hai nayi dosti hai
Naya dilruba hai nayi dillagi hain
Khule aasmaanon ke niche mile hain
Mohabbat mein do dil jawaan
Tere saason ka har saaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Uff bahekne ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marthi hai
Na main hosh mein hun na tujhko khabar hain
Ho meri chaahaton ka yeh tujhpe asar hai
Chalo ek duje mein aise samaye ke dekhe na hukmo jahan
Tere khwaabon ka har raaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hai
Haay lipat ne ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai
Tere pass mein aaoo tujhe pyaar sikhaaoo
Tujhpe jaan lutaoo jaane jaana
Ho mera dil dhadkaaya mujhe ishq sikhaaya
Mujhe apna banaya tu deewana
Wada kiya hai kasam humne li hai
Na honge hum milke juda
Teri aankhon ka andaaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karti hain
Ha teri baaton ka andaaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marta hai.
| Movie | Haan Maine Bhi Pyaar Kiya |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Director | Dharmesh Darshan |
| Music Composer | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Abhishek Bachchan |
| Label | Tips Music |

