Teri Aankhon Mein Lyrics  | Chand Mere Aja | Bharat Bhushan, Nanda | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Chitragupta Shrivastava

Teri Aankhon Mein Lyrics | Chand Mere Aja | Bharat Bhushan, Nanda | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Chitragupta Shrivastava

Teri aankhon mein
Pyaar maine dekh liya
Gori tu laakh chhupa
Tu bhi hai beqaraar
Maine dekh liya
Saiya na baat bana
Teri aankhon mein
Pyaar maine dekh liya
Gori tu laakh chhupa
Tu bhi hai beqaraar
Maine dekh liya
Saiya na baat bana

Jhuki jhuki palken
Uthaao zara gori
Ankhiyaan na daalo sainya
Ankhiyon mein mori
Jhuki jhuki palken
Uthaao zara gori
Ankhiyaan na daalo
Sainyaa ankhiyon mein mori
Ab to main jaan
Gaya gori teri chori
Teri aankhon mein
Pyaar maine dekh liyaa
Gori tu laakh chhupa
Tu bhi hai beqaraar
Maine dekh liyaa
Saiya na baat bana

Dheere dheere chalna
Ye raahen anjaani
Bachpan beeta kaise
Beetegi jawaani
Dheere dheere chalna
Ye raahen anjaani
Bachpan beeta kaise
Beetegi jawaani
Main hoon nadaan
Main na jaanoon ye kahaani
Tu bhi hai beqaraar
Maine dekh liya
Saiya na baat bana
Teri aankhon mein
Pyaar maine dekh liyaa
Gori tu laakh chhupa

Kaahe teri batiyaan
Lage hain badi pyaari
Maine bhi tere liye
Sudh hai bisaari
Kaahe teri batiyaan
Lage hain badi pyaari
Maine bhi tere liye
Sudh hai bisaari
Isko hi pyaar kahen
Duniya ye saari
Teri aankhon mein
Pyaar maine dekh liya
Gori tu laakh chhupa
Tu bhi hai beqaraar
Maine dekh liya
Saiya na baat bana.

MovieChand Mere Aja
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorRam Daryani
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistPrem Dhawan
Star CastBharat Bhushan, Nanda, Maruti, Lalita Pawar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *