Teri Aankho Ke Siva Lyrics  | Chirag | Sunil Dutt, Asha Parekh | Mohammed Rafi | Madan Mohan Kohli

Teri Aankho Ke Siva Lyrics | Chirag | Sunil Dutt, Asha Parekh | Mohammed Rafi | Madan Mohan Kohli

Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marna
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai

Palko ki galiyo me chaehre
Baharo ke haste hue
Hai mere khwabo ke kya kya
Nagar inme bate hue
Palko ki galiyo me chaehre
Baharo ke haste hue
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marna
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai

Inme mere ane wale
Jamane ki tasvir hai
Chahat ke kajal se
Likhi hui meri takdir hai
Inme mere ane wale
Jamane ki tasvir hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marana
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marana
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai.

MovieChirag
SingerMohammed Rafi
DirectorRaj Khosla
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastSunil Dutt, Asha Parekh, Om Prakash, Kanhaiyalal, Mukri, Sulochana Latkar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *