Teri Aadat Lyrics | Abhi Dutt

Teri Aadat Lyrics | Abhi Dutt

Tu door hua hai jabse
Man bawara kyun tarse
Raahein agar ye juda thi
Kyun sath tha ek umar se

Teri aadat jo lagi hai
Use kaise mein bhulaun
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaun

Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua mein ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua mein ab se

Teri tadap main waqt ka katra
Lagta hai dariya kyun mujhe
Shart bata de ya phir saza de
Hai kya raza bayaan kar mujhe

Kaise juda ho jaaun
Dekha tujhe hai qurbat se
Raahein agar ye juda thi
Kyun sath the ek umar se

Teri aadat jo lagi hai
Usey kaise mein bhulaun
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaun

Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua mein ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua mein ab se

Teri aadat jo lagi hai
Use kaise mein bhulaun
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaun.

SingerAbhi Dutt
Music ComposerAishwarya Tripathi
LyricistIshaan Khan
Star CastSiddharth Nigam, Anushka Sen
LabelBLive Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *