Teree Aankho Se Hee Jage Soye Ham Lyrics | Dhoop (Non-Film) | Jagjit Singh | Lalit Sen

Teree aankho se hee jage soye ham – (2)

Teree aankho se hee jage soye ham
Kab tak aakhir -3 tere gham ko roye ham
Teree aankho se hee jage soye ham

Vakt kaa marham jakhmo ko bhar deta hai – (2)
Shishe ko bhee yeh patthar kar deta hai
Rat me tujh ko paye, din me khoye ham
Teree aankho se hee jage soye ham

Har aahat par lagta hai, tu aaya hai – (2)
Dhup hai mere pichhe, aage saya hai – (2)
Khud apnee hee…..
Khud apnee hee lash ko kab tak dhoye ham
Teree aankho se hee jage soye ham – (2)
Kab tak aakhir -3 tere gham ko roye ham
Teree aankho se hee jage soye ham

Aa…. aa…. aa……….

MovieDhoop (Non-Film)
SingerJagjit Singh
Music ComposerLalit Sen
LyricistNida Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *