Teree Aankho Key Siwa Duniya Me Rakha Kya Hai Lyrics | Chirag | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Madan Mohan

Teree aankho key siwa duniya me rakha kya hai – (2)
Yeh uthe subaha chaley, yeh jhukhe sham dhale
Meraa jina meraa marna inhee palkonke taley,
Teree aankho key siwa duniya me rakha kya hai

Palko ke galiyo me chehre baharo key haste huye
Hai mere khabo ke kya kya nagar inn me basthey huye o o o
Palko ke galiyo me chehre baharo key haste huye
Yeh uthe subaha chaley, yeh jhukhe sham dhale
Meraa jina meraa marna inhee palko ke taley
Teree aankho key siwa duniya me rakha kya hai

Inme mere aanewale jamane kee tasvir hai
Chahat key kajal se likhee huyee meree takdir hai o o o
Inme mere aanewale jamane kee tasvir hai
(Yeh uthe subaha chaley, yeh jhukhe sham dhale
Meraa jina meraa marna inhee palko ke taley
Teree aankho key siwa duniya me rakha kya hai) – (2)

MovieChirag
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerMadan Mohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *