Tere Pyar Ne Yeh Kam Kiya Lyrics  | Maa Aur Mamta | Jeetendra, Mumtaz | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Tere Pyar Ne Yeh Kam Kiya Lyrics | Maa Aur Mamta | Jeetendra, Mumtaz | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Tere rup ne ye kam kiya
Mere pyar ko badnam kya
Jo bat hui chupke chupke
Us bat ka charcha aam kiya
Tere rup ne ye kam kiya

Tere pyar ne ye kam kiya
Mere rup ko badnam kya
Jo rat kati chori chori
Us rat ka charcha aam kya
Tere pyar ne ye kam kiya

Ye hal kiya tune mera
Kabhi ched diya kabhi tok diya
Ye hal kiya tune mera
Kabhi ched diya kabhi tok diya
Kabhi aachal mera tham liya
Kabhi rasta mera rok diya
Din rat kiya bechain mujhe
Haye tang sawere sham kiya
Jo rat kati chori chori
Us rat ka charcha aam kya
Tere pyar ne ye kam kiya

Teri in resmi julfo ka
Mai kyu diwana ho baitha
Teri in resmi julfo ka
Mai kyu diwana ho baitha
Pahle mai chain se sota tha
Ab nind bhi apni kho baitha
Kyu fer na li maine aankhe
Jab tune mujhe salam kiya
Jo bat hui chupke chupke
Us bat ka charcha aam kiya
Tere rup ne ye kam kiya.

MovieMaa Aur Mamta
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorAsit Sen
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Mumtaz, Rehman, Jayant, Keshto Mukherjee, Ashok Kumar, Nutan, Nirupa Roy, Sujit Kumar, Roopesh Kumar, Leela Mishra, Indu Shivraj, Birbal, Shabnam, Karan Dewan, Paro, Dilip Dutt, Madhu Apte
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *