Tere Naina Mere Naino Se Lyrics  | Awesome Mausam | Rahul Sharma, Ambalika Sarkar | Palak Muchhal, Shaan | Komal Aran Atariya

Tere Naina Mere Naino Se Lyrics | Awesome Mausam | Rahul Sharma, Ambalika Sarkar | Palak Muchhal, Shaan | Komal Aran Atariya

Tere ye naina mere naino se laage,
Toh mere dil ko karaar aaya,
Tere ye naina mere naino se laage,
Toh mere dil ko karaar aaya,

Kaisa ye deewanapan,
Kaisi ye laagi lagan,
Kaisa nasha chhaaya,

Kya ho raha..tumko khabar,
Hai ke nahi..o bekhabar,

Ha..haaa..

Ishq ishq hai ishq ishq hai,
Ishq ishq hai ishq,
Ishq ishq hai ishq ishq hai,
Ishq ishq hai ishq,

Kya cheez hai jo,
Meri ragon mein,
Samaane lagi,

Mere dil ki dhadkan,
Tere taraane gaane lagi,

Tumhe dekh kar ajab sa ehsaas hai,
Kuch bhi nazar na aaye,
Jo tu paas hai,

Kya ho raha..tumko khabar,
Hai ke nahi..o bekhabar,

Ha..haaa..

Ishq ishq hai ishq ishq hai,
Ishq ishq hai ishq,
Ishq ishq hai ishq ishq hai,
Ishq ishq hai ishq,

MovieAwesome Mausam
SingerPalak Muchhal, Shaan
DirectorYogesh Bhardwaj
Music ComposerKomal Aran Atariya
LyricistYogesh Bhardwaj
Star CastRahul Sharma, Ambalika Sarkar, Mukesh Tiwari, Suhasini Muley, Shailendra Gaur
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *