Tere naam ka kalma kalma kalma
Tere naam ka kalma kalma kalma
Meri jaan ki tu jaan hai biba
Dil tere kurbaan hai biba
Meri jaan ki tu jaan hai biba
Dil tere kurbaan hai biba
Shab e gum tujhse hasti hai
Tujhme khushiya basti hai
Teri baate ik raahat si seene me lati hai mere
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Sehno ko mere ghere
Rehte hai saaye tere
Meri chahat le aayi
Teri chahat ke phere
Sehno ko mere ghere
Rehte hai saaye tere
Meri chahat le aayi
Teri chahat ke phere
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Aankho me tujhko bharke
Jee uthata hu mai marke
Ab jo bhi saans bachi hai
Khush hu mai tere naam karke
Tere naam ka kalma
Tere naam ka kalma
Aankho me tujhko bharke
Jee uthata hu mein marke
Ab jo bhi saans bachi hai
Khush hu mai tere naam karke
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Meri jaan ki tu jaan hai biba
Dil tere kurbaan hai biba
Meri jaan ki tu jaan hai biba
Dil tere kurbaan hai biba
Shab e gum tujhse hasti hai
Tujhme khushiya basti hai
Teri baate ik raahat si seene me lati hai mere
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Tere naam ka kalma padhta hu
Aagosh e lab tujhe rakhta hu
Chalti saanse ruk jaati hai
Jab yaad teri mujhe aati hai
Tere naam ka kalma
Tere naam ka kalma
Tere naam ka kalma
Kalma kalma
| Movie | Will You Marry Me |
| Singer | Toshi Sabri |
| Director | Aditya Datt |
| Music Composer | Sharib Toshi, Sachin Gupta |
| Lyricist | Turaz |
| Star Cast | Shreyas Talpade, Mugdha Godse, Rajeev Khandelwal, Muzammil Ibrahim, Celina Jaitly, Paresh Rawal, Tripta Parashar, Manoj Joshi, Nishigandha Wad, Deepak Dadwal, Neeta Jahnji, Bobby Darling |

