Tere Mere Beech Mein (Male) Lyrics | Ek Duuje Ke Liye | S P Balasubramaniam | Laxmikant Pyarelal

Tere Mere Beech Mein (Male) Lyrics | Ek Duuje Ke Liye | S P Balasubramaniam | Laxmikant Pyarelal

Tere mere beech me
Tere mere beech me kaisa hai yeh bandhan anjana
Kaisa hai yeh bandhan anjana
Maine nahin jana tune nahin jana
Maine nahin jana tune nahin jana
Tere mere beech me kaisa hai yeh bandhan anjana

Ek dor khiche dooja dauda chala aaye
Ek dor khiche dooja dauda chala aaye
Kacche dhage me bandha chala aaye
Aise jaise koi
Aise jaise koi diwana
Aise jaise koi diwana
Maine nahin jana tune nahin jana
Maine nahin jana tune nahin jana
Tere mere beech me kaisa hai yeh bandhan anjana

Nind na aaye mujhe chain na aaye
Nind aaye na mujhe chain na aaye
Lakh jatan kar roka n jaye
Sapno me tera
Sapno me tera aana jana
Sapno me tera aana jana
Maine nahin jana tune nahin jana
Tere mere beech me kaisa hai yeh bandhan anjana
Kaisa hai yeh bandhan anjana

MovieEk Duuje Ke Liye
SingerS P Balasubramaniam
DirectorK Balachander
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastKamal Haasan, Rati Agnihotri, Madhavi, Shobha Khote, Asrani, Satyen Kappu, Madhu Malini, Arvind Deshpande, Raza Murad, Athili Lakshmi, Rakesh Bedi, Geeta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *