Tere Liye Mere Jazbaat Lyrics | Silsilay | Alisha Chinai, Jayesh Gandhi, Jolly Mukherjee

Jaan – 3 meri jaaneja
Tu – 3 yeh jaane ma
Pal -3 dil yeh maane na
Tere liye mere jasbaat roke nahi rukte – 2
Kya karu ishq mushq chupaye nahi chupte
Chhupaye nahi chhupte – 6
Tere liye mere jasbaat roke nahi rukte – 2
Kya karu ishq mushq chupaye nahi chupte
Chhupaye nahi chhupte – 6

Ho gaya iss kadar chahaton ka asar
Lab mere chup hai toh bolti hai nazar
Kya karu ishq mein jor chalta nahi
Ek pal chain se ab toh dhalta nahi
Jaan – 3 meri jaan-e-ja
Bin tere dil yeh maane na
Tere bina mere din raat kaaten nahi katte
Kya karu ishq mushq chupaye nahi chupte
Chhupaye nahi chhupte – 6

Har jagah har ghadi bekaraari rahe
Ek nasha ek kasak mujh pe haawi rahe
Haal hai kya mera hamnasheen kya kahu
Yaadon mein khwaabon mein main toh dubi rahu
Jaan – 3 meri jaan-e-ja
Bin tere dil yeh maane na
Tere liye mere khayalat roke nahi rukte
Kya karu ishq mushq chupaye nahi chupte
Chhupaye nahi chhupte – 6
Tere liye mere jazbaat roke nahi rukte – 2
Kya karu ishq mushq chupaye nahi chupte
Chhupaye nahi chhupte – 6

MovieSilsilay
SingerAlisha Chinai, Jayesh Gandhi, Jolly Mukherjee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *