Tere Liye, Duniya Ko Chhoda Lyrics | Dilliwaali Zaalim Girlfriend | Sony B, Indeep Bakshi | Indeep Bakshi

Tere Liye, Duniya Ko Chhoda Lyrics | Dilliwaali Zaalim Girlfriend | Sony B, Indeep Bakshi | Indeep Bakshi

Saanso me tu hi basa
Nazro me aalam tera
Zakhm ban gayi ranjishe
Maine kya na kiya tere liye
Duniya ko chhoda
Munh apno ne moda
Kyun tu mera ho na sakaa
Tere liye
Duniya ko chhoda
Munh apno ne moda
Kyun tu mera ho na sakaa
Tere liye woh o

Lagan saanu preet tere di soneya
Kaanu kol hoke vi door honiya
Saanu ishqe da mila koi naa
Bas ruswaai judaai teri adaa
Teri aa main teri aa kendi rawaan
Haaye
Tere bin ek pal vi main na sahaan
Teri aa main teri aa kendi rawaan
Haaye
Tere bin ek pal vi main na sahaan

Kya thi ye meri khataa
De mujhko bataa
Kyun ye diya tha sila
Tune mere pyar ka
Chaahu main tujhko jaan-e-jaan bepanah
Hasrat pe meri hai bayaan ye dastaan
Rasm ban gayi saazishe
Maine kya na kiya tere liye
Duniya ko chhoda
Munh apno ne moda
Kyun tu mera ho na sakaa
Tere liye
Duniya ko chhoda
Munh apno ne moda
Kyun tu mera ho na sakaa
Tere liye
Tere liye
Tere liye

MovieDilliwaali Zaalim Girlfriend
SingerSony B, Indeep Bakshi
DirectorJapinder Kaur
Music ComposerIndeep Bakshi
LyricistIndeep Bakshi
Star CastDivyendu Sharma, Ira Dubey, Jackie Shroff, Prachi Mishra, Pradhuman Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *