Aaj in haathon mein phir se
Zindagi hai saaz hai
Kyaa kahu ae husn tujhpar
Kitna mujh ko naaz hai
Tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
Tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
Mere meharbaa
Mere meharbaa
Socha na tha kabhi
Itni haseen bhi
Hoti hai zindagi ae jaan-e-jaan
Socha na thha kabhi
Itni haseen bhi
Hoti hai zindagi ae jaan-e-jaan
Tere is pyar ka shukriya
Mere meharbaa
Tere is pyar ka shukriya
Mere meharbaan
Mere meharba
Mere meharba
Maana ke zindagi
Kaanton me hai pali
Phoolo se hai bhari
Meri daastaa
Maana ke zindagi
Kaanto me hai pali
Phoolon se hai bhari
Meri daastaan
Tere is pyar ka shukriya
Mere meharbaa
Tere is pyar ka shukriyaa
Mere meharbaa
Mere meharbaan
Aa
Mere meharbaa
Tu hai to raat kya
Darne ki baat kya
Taaron se hai bhara
Mera aasmaan
Tu hai to raat kya
Darne ki baat kya
Taaron se hai bhara
Mera aasmaan
Tere is pyar ka shukriya
Mere meharbaa
Tere is pyar ka shukriya
Mere meharbaa
Mere meharbaa
Mere meharbaa
| Movie | Aag Aur Daag |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | A Salaam |
| Music Composer | N Datta |
| Lyricist | S H Bihari |
| Star Cast | Joy Mukherjee, Komal, Jayant, Zeb Rehman, Helen, Bhagwan, Madan Puri, Shetty, Rajan Haksar, I S Johar, Sudhir |

