Tere Hee Sapne Lyrics | Love Forever | Dr. Manish Sinha | Dr. Manish Sinha

Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai
Lahro ke jaisa ab hamesha ye machalta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai

Meri zindagi me muskurahat aa gayi tumse

Tere khayalo ki khushbu se dil mahakta hai
Tere khayalo ki khushbu se dil mahakta hai
Lahro ke jaisa ab hamesha ye machalta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai

Nahi hoti kabhi mukkamal zindagi me mohabbat

Sochkar aksar ab ye mera dil dhadkata hai
Sochkar aksar ab ye mera dil dhadkata hai
Lahro ke jaisa ab hamesha ye machalta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai

Ye to kudrat ka faisla hai ye itfaaq nahi hai

Milegi manjil mere pyar ki dil kahta hai
Milegi manjil mere pyar ki dil kahta hai
Lahro ke jaisa ab hamesha ye machalta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai
Tere hi sapne liye mera dil dhadkta hai

MovieLove Forever
SingerDr. Manish Sinha
Music ComposerDr. Manish Sinha
LyricistSanjeev Kumar - I

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *