Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahi
Zindagi nahi
Zindagi nahi
Zindagi nahi
Tere bina zindagi se shikwa toh nahi
Kaash aisa ho tere kadmo se chun ke
Manzil chale aur kahi door kahi
Kaash aisa ho tere kadmo se chun ke
Manzil chale aur kahi door kahi
Tum gar saath ho manzilo ki kami toh nahi
Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Jee me aata hai tere daaman me
Sar jhuka ke hum rote rahe
Rote rahe
Jee me aata hai tere daaman me
Sar jhuka ke hum rote rahe
Rote rahe
Teri hi aankho me aansuo ki nami toh nahi
Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahi
Zindagi nahi
Zindagi nahi
Zindagi nahi
Tere bina zindagi se shikwa toh nahi
| Movie | Tere Bina Zindagi Se |
| Singer | Sanam Puri |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Gulzar |

