Tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana
Haye tere bagair jane jana sochta hu yahi main diwana
Ke akela main jiunga kaise
Tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana
Ke akela mai jiunga kaise
Tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana
Ye palke jinme hai mere sapne
Ye palke jinme hai mere sapne ye lab jo lagte hai mere apne
Inko mai gawa dunga to rahunga kaise
Kaise
Kaise
Tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana
Firunga ho ho ke mai preshan
Firunga ho ho ke mai preshan chupaye ankho me lakh tufa
Gum ke in tufano ko ho main piyunga kaise
Kaise
Kaise
Tere bagair jane jana sochta hun yahi mai diwana
Gajab hai jiwan ki tez dhara
Gajab hai jiwan ki tez dhara chuda de lahre to sang mara
Main tanha kinare tak ho pahuchunga kaise
Kaise
Kaise
Tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana
Ke akela main jiunga kaise
| Movie | Anari |
| Singer | Kishore Kumar |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Shashi Kapoor, Moushmi Chatterjee, Sharmila Tagore, Kabir Bedi, Kader Khan, Birbal, Asit Sen, Utpal Dutt, Dina Pathak |

