Tera Gora Gora Gaal Lyrics | Gumashta | Shamshad Begum, G. M. Durrani | Datta Korgaonkar

Tera Gora Gora Gaal Lyrics | Gumashta | Shamshad Begum, G. M. Durrani | Datta Korgaonkar

Tera gora gora gaal
Tera gora gora gaal
Humko ekdum pasand hai
Ho tera honth laal laal
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai
Tumre gora gora gaal

Ye lipstick ki laaliyaan
Tauba hai tabua hai hoye hoye
Ye aankhe chaay ki pyaaliyaan
Tauba hai tabua hai aaye haay
Hoye tauba
Hoye tauba
Ye london ka maal
Ye london ka maal
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai
Tumre gora gora gaal

Hua hai ya nahi hua hai shaadi aap ka
Mera shaadi nahi hua
Hua tha mere baap ka
Hum ekdum kunwara
Hum ekdum kunwara
Bandal to nahi mara hai
Bandal to nahi mara hai
Nahi nahi nahi
Tumhara dekhbhhal
Tumhara dekhbhhal
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai
Tumre gora gora gaal

Jara humse dur rahiye ji
Ye dil paraya maal hai
Ye dil paraya maal hai
Aisa na kaho mem sahab humara bura haal hai
Ji humra bura haal hai
Tumhra bura haal
Tumhara bura haal
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai
Tumre gora gora gaal

Teri nazar to mere gore mukhade par nisaar hai
Lekin pati humara kahta hai hum ekdum gawaar hai
Hum ekdum gawaar hai
Munna gadha hai are bevakuf hai
Kahan hai khabar lun us mahnus bemaan ki
Bhala gadha kya jaane kadr ya kuraan ki
Tumhara ye bayaan
Tumhara ye bayaan
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai
Tumhara intkaal
Tumhara intkaal
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai

Tumre gora gora gaal
Tera gora gora gaal
Humko ekdum pasand hai
Ha munna
Tera honth laal laal
Humko ekdum pasand hai
Ekdum pasand hai
Tumre gora gora gaal

MovieGumashta
SingerShamshad Begum, G. M. Durrani
DirectorS M Yusuf
Music ComposerDatta Korgaonkar
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Star CastMurad, Nigar Sultana, Kuldip Kaur, Tabassum, Tiwari, Balam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *