Tera Ghonsla Bikhra Re Panchi Lyrics | Zaban | Kaushalya | Chitalkar Ramchandra

Tera Ghonsla Bikhra Re Panchi Lyrics | Zaban | Kaushalya | Chitalkar Ramchandra

Tera ghonsala bikhra re panchhi
Tera ghonsala bikhra re panchhi
Tera ghonsala bikhra re panchhi
Ab tera kaun basera
Tera ghonsala

Chun chun ke tinka tinka
Chun chun ke tinka tinka
Bana basera tha do dina ka
Bana basera tha do dina ka
Duniya ki nazaro me aake
Duniya ki nazaro me aake
?rahi na tera
Tera ghonsala bikhra re panchhi
Ab tera kaun basera
Tera ghonsala

Main akeli tu akela
Main akeli tu akela
Ho dono ke bichhade saajan
Ho dono ke bichhade saajan
Tu pinjare ki kaid me panchhi
Tu pinjare ki kaid me panchhi
Gam ki kaid me mera man
Ud ja
Ud ja
Le main tujhko udaati hun
Tere bichhade piya milaati hun
Milaati hun
Par mil ke mere sajan ko
Par mil ke mere sajan ko
Kehna maare fera
Tera ghonsala bikhra re panchhi
Ab tera kaun basera
Tera ghonsala

MovieZaban
SingerKaushalya
DirectorJayant Desai
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistD N Madhok
Star CastIshwar Lal, Kaushalya, Mubarak, Dixit, Vatsala Kumtekar, Bhagwan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *